I still dont hate u guys, but......
With corrections as pointed out by Ms Chinmayi
umar bhar pachtaaoge tum mujh ko thukraane ke baad
Kis pe todoge sitam, tum mere mit jaane ke baad
Aah yeh sadma mera hi dil tha jo mein seh gaya
kya karoge dil pe utri aap ke jaane ke baad
kis pe todoge sitam tum mere mit jaane ke baad
kaam kar jaati hai dam ishq ki nakaamiyaan
khud sambhal jaata hai insaan thokre khaane ke baad
kis pe todoge sitam tum mere mit jaane ke baad
tumne to ahde wafaa toda magar saahir tera
ho nahin sakta kisi ka tera ho jaane ke baad
kis pe todoge sitam tum mere mit jaane ke baad....
5 Comments:
wah wah!
4:39 PM
Kya?
10:07 AM
May I humbly give some corrections in here?
-->kya karoge dil pe utri baaton ke jaane ke baad
is
Kya karun kya dil pe guzri aap ke jaane ke baad
-->kaam kar jaati hai dam ishq ki na kaamiyaan
naakamiyaan is one word.
11:36 AM
-->tumne to ahde wafaa toda mera dil par
Tune tho ahde wafa thoda magar Saahir
-->ho nahin sakta kisi ka mera ho jaane ke baad
ho nahin sakta kisi ka tera ho jaane ke baad
Its Saahir because, the last couplet of a Ghazal usually has the Makhtha or the signature of the poet who has written it.. Sahir Ludhianvi in this case :)
11:42 AM
Thanks Chinmayi, For all the corrections, appreciate them and apologize for the meaning/typo errors!!!!
9:54 AM
Post a Comment
<< Home